MULAQAAT - TAIMOUR BAIG ft. URAAN | Prod. Raffey Anwar (Official Audio)

1,567,229
0
Published 2021-12-01
Written/Performed By: Taimour Baig, Usama Ali and Ahad Khan
Produced/Mix Mastered By: Raffey Anwar
Artwork Made By: Shahrukh Artworks

Connect Uraan (The Band):
www.instagram.com/uraanoffici...
www.facebook.com/uraanofficial04
   / @aurmusicband  

Connect Ahad Khan:
www.instagram.com/ahadkhaan.__/

Connect Usama Ali:
www.instagram.com/_usamaalii_/

Connect Shahrukh:
Instagram: www.instagram.com/real_shahru...

Connect Raffey:
Instagram: www.instagram.com/sayraffeeeyyy​
Facebook: www.facebook.com/raffey.anwar...
Twitter: twitter.com/RaffeyAnwar2
Youtube: youtube.com/channel/UCyUa...

Connect: Taimour:
Twitter: twitter.com/Taimour_Baig18​​​​​​
Instagram: www.instagram.com/taimourrbaig​​
Facebook: www.facebook.com/taimourbaig168​


---

All Comments (21)
  • @Taimourbaigyt
    Lyrics: Ahad Khan’s Verse : Tujhe dhoondta hn ab in hawaon me Jahan ghoomte thay hum unhi raahon me Teri khoj me ye aagya kahan hn me Tu to mila hi nhi to kahan jaaon me Jidhar dekho udhar tujh ko hi paaon me Choona chahon or choo hi naah paaon me Bane aks tera or larkharaaon me Zakham khaaon phir bhulaaon muskuraaon me Jab tum roothte nhi to kiya manaaun me Jb tu aaegi nhi to kiya bulaaon me Krun koshish thori or yah marjaaun me Muskuraaon gungunaao phir rulaaon me Ek wajah ho to tujh ko bataaon me Wajah chor tujh ko be waja hi chahun me gar tu phool hai to kaanto pe khara hn me In raahon me to khud se bhi brha hn me Tere milne ke baad bhi gumrah hn me Tum bhi khush ho kahin me gum rahon me Panah chaahta thaw tere aks ki chaaon me Tere saaya kare tang or chup rah hn me Dekha khuwaab rakh ke sar teri baahon me Aese toota jese tootta hai patta aake paaon me Tum khaas thay nah mere tum se kiya chupa aon me Tum to behtar jaante ho tum ko kiya btaaun me Hook: aja mujhse milne me yaheen hun tu nahi aja me yaheen hun, tu nahi hai, ye kammii aja waqt thehra waqt bhi hai ab saahii aja tu kaheen se mai kaheen hun tu kaheen Usama Alis’s Verse : moosam kitne hi guzaarey hain khasaroon mai ab or iss moosamie rishte ko kiya sawaroon mai mohabat raqs krti hai ab bazaaroon mai me tujhe dhoonda krta tha tb sawaaloon mai me tujhe dhoonda krta hoon ab nazaaroon mai naw me sawaloon mai naw hi mai nazaaroon ma me tere baad gina jata tha bichaaroon mai agar tha jana tu phir ana kiya tha laazmii agar tha jana khabar kr deti ishaaroon mai ishaarey janta hon mai ye tm tw jante ho me tere baad bhi hassta hon magar yaaroon mai ye hanssi kitni asal hai ye tm tw jante ho meri muskaan k peechy hai ansoon ankhoon mai inn ankhoon mai samandar hai tm tw jante ho me agar roo diya or khoo diya hawas khudka tm doob jaogy ansoon mai tm tw jante ho ye dikhawe ki muskurahatein towfa hai tera ye ghum mujhe kisne diye hai tm tw jante ho wajah hi bewajah bani rishtoon ko azmaazey ki koshish kr leta hoon kabhi apna dard chupaaney ki jb tu roothti thi bewaja 100 waja thi mananey ki jo ana chaho tm 100 waja doon lout aney ki sawalon ka hai dhair dil me jaga nahi samaney ki mai kr donga maaf mujhe waja de choor janey ki Hook: aja mujhse milne me yaheen hun tu nahi aja me yaheen hun, tu nahi hai, ye kammii aja waqt thehra waqt bhi hai ab saahii aja tu kaheen se mai kaheen hun tu kaheen Taimour Baig’s Verse: It’s been a while karte baatien per hum mile nae ganon mai kehdete hain rakhte ab koi gilay nae it’s been a long way, it’s been a long time, Shukar karo khuda ka ke nazron se tum gire nae Hustle karte gaye, aur agay bharte gaye a long drive pooray rastay hum larte gaye yaaar mere dost mere friends are reviving baby roko tum dekh nahi rahin i’m driving Kisi se bhi krti nahi koi nahi hai uski type ka mai krta ahi deserve usse, na mai uske laiq tha tu uski aik sunne, wo teri chay sunne Per shayad usse pata nahi hai meri hype ka taaapu mai goli, aur kamray andhere tu dede jawab ab sawalon ke mere Krti hai asar mai dekhun saweray Bitchata hun linen, ma naamo ki tere tum athay jate rehte ho ye dil hai bazaar nahi ab mujhe tere wado pe hai aitibaar nahi halke halke bole call pe aati awaaz nahi kya ma nhi maronga mujhpe hoga azaab nahi wo mujhse poochti kya milta tumhe ganay se paisay ata, kya mai rokdun ab anay se Likhen sawal in kitabon mai tu de jawaab aur kya kya karen tujhpe likh bheten hain lajawab Hook: aja mujhse milne me yaheen hun tu nahi aja me yaheen hun, tu nahi hai, ye kammii aja waqt thehra waqt bhi hai ab saahii aja tu kaheen se mai kaheen hun tu kaheen …..
  • @subhanali4356
    TAIMOOR BHAI JAN RULAA DLA😭😭😭 YAR ..... .... Agr aik wish mjh Allah dy jo pori hoti to Main apsy milta..TAIMOOR BAIG🔥🔥🔥👏🏼👏🏼👏🏼🔥🔥🔥
  • @Rao_Sahab.07
    jb tu roothti thi bewaja 100 waja thi mananey ki jo ana chaho tm 100 waja doon lout aney ki sawalon ka hai dhair dil me jaga nahi samaney ki mai kr donga maaf mujhe waja de choor janey ki USAMA ALI GOT ALL THE VIBE <3 <3 <3
  • @saim3528
    Poetry Level 🥵 " Love From Afghanistan "
  • @darkangel1156
    Every Verse was deep as Ocean but the 1st one was a pure masterpiece carrying the same rhyming pattern through out the Verse with meaningful lyrics
  • @kaatil197
    Tujh pe likh bethe hain laa jawab ✍️ Goosebumps 🥵🔥
  • Brooooo this is Lajawab Lajawab se yad aya Lajawab pe 1M hone wale h 🤩
  • Taimoor Baig gives goosebump, this song is simple with heavy reference feel it's..........love from North sec.9
  • @aahadisss1350
    Never expected this Track to be that Good man that Usama's verse poetically too good and Taimoor baig Nailed it🔥💯
  • @lasthopeff4458
    13 days listening to this masterpiece several times a day Just Wow
  • @emant8396
    Jo aana chaho tum 100 wajah dedu laut aane ki. Shuker kero khuda ka, k tum nazron se gire nahi 💔 hayyeee.
  • @krrshashwat
    The level of poetry bhai 🔥🔥🔥 Love from India
  • I thought you were too young for some poetic track, but this is a masterpiece! Ahad holding whole verse on ME is also a unique thing 🔥💫
  • @anasorwot216
    Taimour's last verse Likhen sawal in kitabon mai tu de jawaab Aur kya kya karen tujhpe likh bheten hai lajawab Nailed it 🔥💯
  • @AliAshran00
    علی اشران ✍ شروعات اختتامی باتیں پرانی " آفت ہے ناگہانی وجود ہے پریشانی " پہچان ہے مٹانی حسرتیں چھپانی " دنیا سے لاعلمی لوگ سب اجنبی " زمانہ فریبی چہرے مطلبی " ہاتھ ہے خالی اور ڈھل رہی جاوانی 💔💔🔥🔥
  • Looooooop man, yrrrr chaah gyeee, taimoor bhai🌹 best tha ye best kiya hi hook tha