Talha Anjum - Downers At Dusk | Prod. by Umair (Official Audio)

25,000,764
0
Published 2023-02-17
Official Audio for 'Downers At Dusk' by Talha Anjum from the album 'Open Letter'

Stream Everywhere: linktr.ee/openletteralbum

Lyrics: bit.ly/3lyza5t

Written & Performed by Talha Anjum
Produced by Umair
Mixed & Mastered by Jokhay

Visual Team • Abdul Wali Baloch, Abid Rizvi, Hasaan Raheel, Haris Khatri, Asad AR & Shetty

Follow Talha Anjum:
www.facebook.com/talhaanjummusic
www.twitter.com/talhahanjum
www.instagram.com/talhahanjum
open.spotify.com/artist/69xcF...

#OpenLetter #TalhaAnjum #DownersAtDusk

All Comments (21)
  • Bhai mera dost ro raha tha, hum usko chupp karane gaye, wo humko ye gaana suna diya. Ab hum dono saath mein ro rahe hai😓
  • @Yowbowbobo
    "Mein khud nahi hun ye koi or hai mujh mai joh tumko tarasta hai" "Hum zindagi dhoondte dhoondte maut ke muh main hi jaatey rahey"
  • @user-pn7ot9yi9d
    tum meri kitaabo ki tarah ho saamna ho lekin band ho 😭😭 This got me
  • @AnaazKhan
    I've never heard such a complete song in my life. Personal favorite from the album <3
  • @onlyrapmusics
    2:41 i am an 18 year old kid and i am running my own buisness and running my whole family & house Alhamduelillah but still people think that im not capable of anything just because im too young, it is all my luck… you described everything of my heart Talha “bada wo hai jisne ban k dekhaya hai”
  • @Editor-slatt
    This song is not written by a pen 🖊 it's written by pain 🙂🎧
  • @unknownruak
    lyrics:::: verse 1: gham behisab thy alag hi wafa k zabte alag hi he agr manzile to to kyu na alag hi rakhe hm raste kyu na ajse yay mitade kismat hm hath se or zehen azad ho yad se hm mitjain ja mile khak se tere sheher bhi ai or safar se khtm na hoen yay fasle zakham bare na bare berehem se paish ain he hadse bat se bat nikali ta k tere dill pr lagjai meri bat koi tu tutte taron per mange mujhay tuje mayasar ho aysi raat koi i been working alot likhna ni chorta likhna hi tor he bikten he yay gane lakhon me kia yay sab paisa ka shore he kl sath na hoge per yad to hogi to bolona zindagi kia he yadon ki mala he yadon k ilawa kbhi kuch baki raha he ksi ne kia khoob kha he tere darmian bs tu hi khra he jhukau zaroori he use zahir hota he tu hi bara he jisse gai hoe khudse zamana hoa vo tum me bhatakta he me khudme hi hun yay koi or he mujme jo tumko tarasta he wajood ik tamasha tha hm jo dikhte the vo bhi ik tamasha he hen mere dill ki guzarish k mujhe na choro yay jaan ka takaza he hm zindagi dhunte dhunte moat k mun me hi jate rhy pr hm there kalakar khoj me bhi tum gungunate rhy hook: aun na k tum hi to ho jeene ki wjah k bhete bhete krdi subah na tu aya na hi tera he ptah hmmmmmm saiba, me lene aya hun teri khabar tu daikhle jo ab meri taraf to khtm meri bhi yay saza hmmmm verse2: tum meri yadon me sath ho tum jake bhi mere pass ho tumhare hi dam se zinda margaya jo tusme fursat ho tum meri kitabon ki tarah ho tum samne ho lkn bnd ho yay dill kyu iradon k jesa ni k tote ni abhi tk vo mene jo chaha vo paya he hunar se ghr bhi chlaaya he umer se farak ni prta bara vo he jisne bnke dikhaya he music haram vo bole phr mere uper kis khuda ka saya he ghari naraz vo khari naraz k music per kyu itna time lgaya he khwab to khwab he unka pura hona bhi to zaroori to ni he khwaish to khwaish he akhir zindagi bhi to majbori to ni he mujhy gham de sog de leja yay dill beshak ise tor de vo mohabbat hi kia jo tum chor ai vo mohabbat to ni agr tum chor gai tum hi garoor thi tum me hi noor tha tum bhi bezar thi me bhi majboor tha yay bhi ik dor he vo bhi ik dor tha yay teri khamoshi to vo kia shor tha jisse tu milli vo koi or tha per apna millna bhi ab mojza he me to ganon me zindagi gata hu kia pth ho tumhy psnd ho konsa hook: aun na k tum hi to ho jeene ki wjah k bhete bhete krdi subah na tu aya na hi tera he ptah hmmmmmm saiba, me lene aya hun teri khabar tu daikhle jo ab meri taraf to khtm meri bhi yay saza hmmmm
  • this hit different "Tum he guroor thi Tum main he noor tha Tum bhi bezaar thi Mein bhi majboor tha Ye bhi ek dor hai Woh bhi ek dor tha Ye teri khamoshi tou kya wo shor tha."
  • @Editor-slatt
    [Verse 1] Ghum be hisaab the Alag he wafa ke zaabte Alag he hain agar manzilein to kyun na alag he rakhein hum raastay Kyun na aaj se Mita dein ye kismat hum haath se Aur zehen azaad ho yaad se Ham mit jayen jaa milein khaak se Tere sheher bhi aye par safar se khatam na huay ye faaslay Zakham bharen na baray be-reham se pesh aye hain haadsay Baat se baat nikali ke tere dil pe lag jaye meri baat koi Tu toot'tay taaro pe mange mujhе tujhe mayasar ho еsi raat koi I've been working a lot Likhna nahi chhorta likhna he tod hai Biktе hain ye gaanе lakho main Kya ye sab paise ka shor hai? Kal sath na honge par yaad to hogi or bolo na zindagi kya hai Yaadon ki maala ha yaadon ke ilawa kabhi kuch baaki raha hai Kisi ne kya khoob kaha ha tere darmiyan bas tu he khada hai Jhukao zaroori hai Usse zaahir hota hai ke tu he bada hai Jisse gaye hue khudse zamana hua woh tum main bhatakta hai Mein khud nahi hun ye koi or hai mujhme jo tumko tarasta hai Wujood ek tamasha tha hum jo dekhte the woh bhi ek tamasha hai Hai mere dil ki guzarish ke mujhe mat choro ye jaan ka takaza hai Ham zindagi dhoondte dhoondte maut ke muh main he jaatay rahay Par hum thehray kalakaar Khoj main bhi gun'gunatay rahay [Chorus] Ao na Ke tum he to ho jeenay ki wajah Ke bethay bethay kr he dee subha Na tu aya na he tera hai pata Hmmm Sahiba Mein lene aya hu teri khabar Tu dekh le jo ab meri taraf To ho khatam meri bhi ye saza Hmmm [Verse 2] Tum Meri yaadon main saath ho Tum jaakay bhi mere paas ho Tumhare he dum se zinda Mar gaya jo tumse fursat ho Tum meri kitabon ki tarha ho Tum saamne ho lekin band ho Ye dil kyun irado ke jesa nahi Ke tootay nahi abhi tak woh Mene jo chaha wo paya hai Hunar se ghar bhi chalaya ha Umer se farak nahi padta Bada wo hai jisne bankay dikhaya hai Music haram wo bolay Phir mere uppar kis khuda ka saya hai? Ghadi naraaz Wo khadi naraaz ke Music pe kyun itna time lagaya hai? Khuwaab to khuwaab hain Unka poora hona koi zaroori to nahi hai Khuwaish tou khuwaish hai Aakhir Zindagi bhi koi majboori to nahi hai Mujhe ghum de sog de leja ye dil beshak isse tod de Woh muhabbat he kya jo tum chhor aye Woh muhabbat tou nahi agar chhor gaye Tum he guroor thi Tum main he noor tha Tum bhi bezaar thi Mein bhi majboor tha Ye bhi ek dor hai Woh bhi ek dor tha Ye teri khamoshi tou kya wo shor tha Jisse tu mili wo koi or tha Par apna milna bhi ab moujza Mein tou gaano main zindagi gaata hu Kya pata tumhein pasand ho konsa [Chorus] Ao na Ke tum he to ho jeenay ki wajah Ke bethay bethay kr he dee subha Na tu aya na he tera hai pata Hmmm Sahiba Mein lene aya hu teri khabar Tu dekh le jo ab meri taraf To ho khatam meri bhi ye saza Hmmm
  • @uditghelani5423
    Downers At Dusk Lyrics [Verse 1] Ghum be hisaab the Alag he wafa ke zaabte Alag he hain agar manzilein to kyun na alag he rakhein hum raastay Kyun na aaj se Mita dein ye kismat hum haath se Aur zehen azaad ho yaad se Ham mit jayen jaa milein khaak se Tere sheher bhi aye par safar se khatam na huay ye faaslay Zakham bharen na baray be-reham se pesh aye hain haadsay Baat se baat nikali ke tere dil pe lag jaye meri baat koi Tu toot'tay taaro pe mange mujhе tujhe mayasar ho еsi raat koi I've been working a lot Likhna nahi chhorta likhna he tod hai Biktе hain ye gaanе lakho main Kya ye sab paise ka shor hai? Kal sath na honge par yaad to hogi or bolo na zindagi kya hai Yaadon ki maala ha yaadon ke ilawa kabhi kuch baaki raha hai Kisi ne kya khoob kaha ha tere darmiyan bas tu he khada hai Jhukao zaroori hai Usse zaahir hota hai ke tu he bada hai Jisse gaye hue khudse zamana hua woh tum main bhatakta hai Mein khud nahi hun ye koi or hai mujhme jo tumko tarasta hai Wujood ek tamasha tha hum jo dekhte the woh bhi ek tamasha hai Hai mere dil ki guzarish ke mujhe mat choro ye jaan ka takaza hai Ham zindagi dhoondte dhoondte maut ke muh main he jaatay rahay Par hum thehray kalakaar Khoj main bhi gun'gunatay rahay [Chorus] Ao na Ke tum he to ho jeenay ki wajah Ke bethay bethay kr he dee subha Na tu aya na he tera hai pata Hmmm Sahiba Mein lene aya hu teri khabar Tu dekh le jo ab meri taraf To ho khatam meri bhi ye saza Hmmm [Verse 2] Tum Meri yaadon main saath ho Tum jaakay bhi mere paas ho Tumhare he dum se zinda Mar gaya jo tumse fursat ho Tum meri kitabon ki tarha ho Tum saamne ho lekin band ho Ye dil kyun irado ke jesa nahi Ke tootay nahi abhi tak woh Mene jo chaha wo paya hai Hunar se ghar bhi chalaya ha Umer se farak nahi padta Bada wo hai jisne bankay dikhaya hai Music haram wo bolay Phir mere uppar kis khuda ka saya hai? Ghadi naraaz Wo khadi naraaz ke Music pe kyun itna time lagaya hai? Khuwaab to khuwaab hain Unka poora hona koi zaroori to nahi hai Khuwaish tou khuwaish hai Aakhir Zindagi bhi koi majboori to nahi hai Mujhe ghum de sog de leja ye dil beshak isse tod de Woh muhabbat he kya jo tum chhor aye Woh muhabbat tou nahi agar chhor gaye Tum he guroor thi Tum main he noor tha Tum bhi bezaar thi Mein bhi majboor tha Ye bhi ek dor hai Woh bhi ek dor tha Ye teri khamoshi tou kya wo shor tha Jisse tu mili wo koi or tha Par apna milna bhi ab moujza Mein tou gaano main zindagi gaata hu Kya pata tumhein pasand ho konsa [Chorus] Ao na Ke tum he to ho jeenay ki wajah Ke bethay bethay kr he dee subha Na tu aya na he tera hai pata Hmmm Sahiba Mein lene aya hu teri khabar Tu dekh le jo ab meri taraf To ho khatam meri bhi ye saza Hmmm
  • This line " jhukaav zaroori h usse zahir hota hai ki tu hi bada h" is❤‍🩹🤌🤌
  • @fahimfaysal7934
    My God! The initial sound of the radio stuttering feels like Pink Floyd rapping. Talha touches heart.
  • @Piyush-sv4wm
    "HUM ZINDAGI DHUNDTE DHUNDTE MAUT KE MUH HI JAATE RAHEIN, PAR HUM THEHRE KALAKAAR, KHOJTE KHOJTE BHI GUN GUNAATEIN RAHEIN" MANNN HANDS DOWN 😭😭
  • 2:41 Umer se farak nahi parta Bada wo hey jisne bankar dikhaya hey❤ Love from Nepal 🇳🇵