16.07.2024 July karwar city me Barish bahut hone ki waja se sabhi logo ke ghro me paani agaya uski

2024-07-16に共有
🇮🇳🇮🇳🌳💚❤️💧💧💧16.07.2024 pure karwar city me barish ziyada hone ki waja se sabi ke gharo me paani agaya hai uski waja ye hai ke municipal wale yaani ke nagar saba walo ne is baar gatar ko neat and clean nahi kyaa gayaa hai uski waja se pure karwar city me sabhi ko pareshani horahi hai aur problem bhi horahi magar public bhi uske bare me bhi kuch bhi bollti nahi hai jai hind Jai Bharat Mai hu Aam Aadmi 🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🌳🌳🌳🌳🌳🌳🌳

コメント (1)